top of page
Search
kalliedeschepper83

Woh Teri Yaadein Woh Teri Baatein Hame Sataye Hame Rulaye Song: How to Cope with Missing Someone



Get lyrics of Lagi ha teri to yaad ab se mp3 song download song you love. List contains Lagi ha teri to yaad ab se mp3 song download song lyrics of older one songs and hot new releases. Get known every word of your favorite song or start your own karaoke party tonight :-).




Woh Teri Yaadein Woh Teri Baatein Hame Sataye Hame Rulaye Song




( 15 )Sanjay Dutt -1 ) Badi muddat se mere dil mein ek tasveer beithi hai , teri zulfon ki chhaon mein meri taqdeer beithi hai !Saajan ; Sanjay Dutt .2 ) Wahan baahar casualty mein koi marne ki haalat mein ho to kya form bharna zaroori hai ?Munna Bhai MBBS ; Sanjay Dutt .3 ) Taqdeer teri chhutti par hai , maut tere shar pe hai lekin baatein aisi karta hai jaise zindagi tere bister pe hai !Musafir ; Sanjay Dutt .4 ) Gandhiji ko hi le lo - saari zindagi ahinsa ke peechhe bhaagte rahe aur hamne uski photo aisi cheez pe chhaap dee jo hinsa ki sab se badi jadd hai - Paisa !Musafir ; Sanjay Dutt .5 ) Ek goli daali paanch khaali shar pe taani khopdi khaali !Luck ; Sanjay Dutt .6 ) Duniya saali jalti hai jab taqdeer chalti hai ILuck ; Sanjay Dutt .7 ) Aaj agar Bapu hota to ye bolta - desh to apna ho gaya lekin log paraye ho gaye !Lage Raho Munna Bhai ; Sanjay Dutt .


1 ) Aadmi - Aadmi ( 1968 ) -Na aadmi ka koi bharosa na aadmi ka koi thikana, wafa ka badla hai bewafai ajab zamana hai ye zamana !2 ) Aag - Awara ( 1951 )Tere bina aag ye chandni - tu aa jaa ( 2 ) tere bina besuri bansuri tere bina zindagi dard ki raagini - tu aa jaa ( 2 )3 ) Aah - Kala Bazaar ( 1960 )Apni to har aah ek toofan hai ( 2 ) kya kare woh jaan kar anjaan hai , upar wala jaan kar anjaan hai !4 ) Aangan - Mai Tulsi Tere Aangan Ki ( 1978 )Mai tulsi tere aangan ki - ( 2 )koi nahi mai , koi nahi mai , koi nahi mai tere saajan ki !5 ) Aankh - Chirag ( 1969 )Teri aankhon ke siva duniya mein rakhkha kya hai ( 2 ) ye uthe subah chale ye jhuke shaam dhale , mera jeena mera marna inhi palkon ke tale !6 ) Aansu - Parvarish ( 1958 )Aansu bhari hai ye jeevan ki raahein koi unse keh do hame bhool jaaye , aansu bhari hai -7 ) Aasara - Dhool Ka Phool ( 1959 )Tere pyar ka aasara chahta hun , wafa kar raha hun wafa chahta hun ( 2 ) haseeno se aha - de - wafa chahte ho , bade naa-samajh ho ye kya chahte ho !8 ) Aasman - Laila Majnu ( 1953 )Aasman wale teri duniya se ji gabhra gaya ( 2 ) chaar din ki chandni mein gham ka baadal chha gaya !9 )Aashiyana - Chaudhvin Ka Chand ( 1960 )Mili Khaaq mein mohabbat jala dil ka aashiyana ( 2 ) jo thi aaj taq haqeekat wohi ban gayi fasana !10 ) Aawaz - Malhar ( 1951 )Kahan ho tum jara aawaz do hum yaad karte hai , kabhi bharte hai aahein aur kabhi fariyad karte hai !11 ) Ab - Barsaat ( 1949 )Ab mera kaun sahara ( 2 ) mere balam mere balam , mujh ko na bhulana !12 ) Abhi - Hum Dono - ( 1961 )Abhi naa jaao chhod kar ke dil abhi bhara nahin ( 2 ) abhi abhi to aayi ho abhi abhi to, abhi abhi to aayi ho bahaar ban ke chhayi ho ,hawa jara mahek to le nazar jara bahek to le, ye sham dhal to le jara ye dil sambhal to le jara ,mai thodi der jee to lun nashe ke ghoont pee to lun - abhi to kuchh kaha nahin abhi to kuchh suna nahin , abhi na jaao chhod kar - !13 ) Afsana - Afsana ( 1947 )Afsana likh rahi hun - dil-e-beqarar ka aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka !14 ) Agar - Agar Tum Naa Hote ( 1983 )Hame aur jeene ki chahat na hoti - agar tum na hote , agar tum na hote ( 2 )15 ) Ajnabee - Chalti Ka Naam Gaadi ( 1959 )Ek ladki bheegi bhaagi si -soti raato mein jaagi si, mili ik ajnabee se koi aage na peechhe tum hi kaho ye koi baat hai !16 ) Amber - Kalakaar ( 1983 )Nile nile amber par - chand jab aaye , pyar barsaaye ham ko tarsaaye , aisa koi premee ho aisa koi saathi ho , jo dil ki pyas buza jaaye !17 ) Apradh - Pehchan ( 1970 )Bas yehi apradh mai har baar karta hun , aadmi hun aadmi se pyar karta hun !18 ) Arman - Awara ( 1951 )Aa jaao tadapte hai arman - ab raat gujarne wali hai ( 2 ) mai roun yahan tum chup ho wahan - ab raat gujarne wali hai19 ) Arzoo - Sangdil ( 1952 )Ye hawa ye raat ye chandani teri ek ada pe nissar hai ( 2 ) mujhe kyun na ho teri arzoo teri justaju mein bahar hai !20 ) Aulad - Dhool Ka Phool ( 1959 )Tu Hindu banega na Musalmaan banega insaan ki aulad hai insaan banega !21 ) Aur - Imaandaar (1987 )Aur iss dil mein kya rakhkha hai ? tera hi dard chupa rakhkha hai ( 2 ) cheir ke dekhe dil mera to - tera hi naam likha rakhkha hai !22 ) Awara - Solva Saal ( 1958 )Hai apna dil to aawara na jaane vo kis pe aayega ( 2 ) haseeno ne bulaya gale se bhi lagaya bahot samjhaya yehi na samjha ,bahot bhola tha bechara na jaane vo kis pe aayega !


1 ) Carvaan - Laila Majnu ( 1953 )Chal diya carvaan - loot gaye hum yahan tum wahan ( 2 ) gir padi bijliya , jal gaya aashiyaan , uth raha hai dhuaan !2 ) Chaabi - Victoria No. 203 ( 1972 )Do bechare bina sahare dekho puchh puchh kar haare ( 2 )bin taale ki chaabi le kar firte mare mare ,mai hun Raja ye hai Rana, mai deewana ye mastana dono mil kar gaaye gaana, o hasina jara ruk jaana !3 ) Chahat - Qurbani ( 1980 )Kya dekhte ho ? surat tumhari , kya chahte ho ? chahat tumhari , naa jo hum keh de ? kah naa sakogi , lagti nahin theek niyat tumhari !4 ) Chand - Shart ( 1954 )Na ye chand hoga na taarein rahenge magar hum hamesha tumhare rahenge !5 ) Chandi - Vishwas ( 1969 )Chandi ki deewar naa todi - pyar bhara dil tod diya ( 2 ) ik dhanwan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya !6 ) Chandni - Jaal ( 1952 )Ye raat ye chandni phir kahan , sun jaa dil ki dastaan ( 2 )7 ) Chehra - Dharmatma ( 1975 )Tere chehare mein vo jaadu hai bin dor khincha jaata hun , jaana hota hai aur magar teri aur chala aata hun !8 ) Chen - Dil (1990 )Mujhe nind na aaye - mujhe chen na aaye ( 2 ) koi jaaye jara dhundh ke laaye na jaane kahan dil kho gaya ( 2 )9 ) Chhod - Barsaat ( 1950 )Chhod gaye baalam mujhe haay akela chhod gaye ( 2 ) tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye !10 ) Chingari - Amar Prem ( 1972 )Chingari koi bhadke - to saawan use buzaye , saawan jo agan lagaye usse kaun buzaye ? ho use kaun buzaye ?11 ) Chudi - Kabhi Khushi Kabhi Gham ( 2001 )Bole chudiya bole kangana haay mai to ho gayi teri saajna , tere bin jiyo naiyo lagdamai to mar gaiya - le jaa le jaa dil le jaa le jaa , le jaa le jaa soniye le jaa le jaa !


1 ) Maalum - Brahmchari ( 1968 )Aaj kal tere mere pyar ke charche har zabaan par , sab ko maalum hai aur sab ko khabar ho gayi !2 ) Madhosh - Sharmilee ( 1971 )Aaj madhosh hua jaaye re - mera man mera man mera man , bina hi baat mushkaraye re - mera man mera man mera man !3 ) Majboor - Pavitra Paapi ( 1970 )Teri duniya se ho ke majboor chalaa - mai bahot door , bahot door , bahot door chalaa !4 ) Mann - Chitralekha ( 1964 )Mann re tu kaahe na dheer dhare - woh nirmohi moh naa jaane jin ka moh kare !5 ) Mandir - Dil Ek Mandir ( 1963 )Dil ek mandir Hai ( 2 ) pyar ki jis mein hoti hai pooja , ye preetam ka ghar hai !6 ) Manzil - Bombai Ka Babu ( 1960 )Saathi naa koi manzil - diya hai naa koi mehfil , chala mujhe le ke aye dil akela kahan !7 ) Marzi - Devdas ( 1955 ) Ab aage teri marzi - ho more sainyaa , ho more balma bedardi aage teri marzi , aage teri marzi sajanva aage teri marzi , piharva aage teri marzi !8 ) Mast - Mohra ( 1994 )Tu cheez badi hai mast mast tu cheez badi hai mast ( 2 ) nahin tujh ko koi hosh hosh us par joban ka josh josh , nahin koi tera dosh dosh madhosh hai tu har waqt waqt !9 ) Matlab - Kaagaz Ke Phool ( 1959 )Dekhi zamane ki yaari - bichhade sabhi baari baari ( 2 ) kya le ke mile is duniya se aansu ke siva kuchh paas nahin ,yaa phool hi phool the daaman se kaanton ki bhi aash nahin , matlab ki hai duniya saari - bichhade sabhi baari baari !10 ) Mehboob - Patthar Ke Sanam (1968)Mehboob mere , mehboob mere ( 2 ) tu hai to duniya kitni haseen hai , tu jo nahin to kuchh bhi nahin hai !11 ) Mehbooba - Dharam Veer ( 1977 )O meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to jaa , teri marzi mera kya ?par dekh tu jo ruth kar chali jaayegi tere saath hi mere marne ki khabar aayegi , o meri mehbooba -12 ) Mehfil - Ji Chahta Hai ( 1964 )Hum chhod chale hai mehfil ko - yaad aaye kabhi to mat rona ( 2 ) iss dil ko tasalli de dena gabhraye kabhi to mat rona !13 ) Milan - Abhimaan ( 1973 )Ho - tere mere milan ki ye reina naya koi gul khilayegi ( 2 ) tabhi to chanchal hai tere naina , dekho na -14 ) Misaal - Arti ( 1962 )Ab kya misaal dun - mai tumhare shabab ki ( 2 ) insan ban gayi hai kiran maahtab ki !15 ) Mulaqaat - Naurang ( 1959 )Aadha hai chandra maa raat aadhi reh na jaaye teri meri baat aadhi mulaqaat aadhi !16 ) Muqabala - Prince ( 1961 )Muqabala ham se naa karo - muqabala ham se naa karo , hum tumhe apne rang mein rang dalenge ek hi pal mein ( 2 )17 ) Muqammal - Aahista Aahista ( 1981 )Kabhi kisi ko muqammal jahan nahin milta ( 2 ) kahi zameen to kahi aasmaan nahin milta !18 ) Musafir - Apnapan ( 1977 )Aadmi musafir hai - aata hai jaata hai , aate jaate raaste mein yaadein chhod jaata hai !19 ) Mushkil - C.I.D. ( 1956 )Aye dil hai mushkil jeena yahan - jara hatt ke jara bach ke ye hai Bombay meri jaan !


1 ) Pagal - Aashiana ( 1952 )Mai pagal mera manva pagal - pagal meri preet re , pagalpan ki peed vo jaane bichhade jis ka mit re !2 ) Paheli -Anand ( 1971 )Zindagi kaisi hai paheli haaye kabhi to hasaye kabhi ye rulaye ! ( 2 )3 ) Paisa - Dus Lakh ( 1966 )Gareebon ki suno vo tumhari sunega ((2) tum ek paisa doge vo dus lakh dega !4 ) Pal - Johny Mera Naam ( 1970 )Pal bhar ke liya koi hame pyar kar le - jootha hi sahi ( 2 ) do din ke liye koi iqrar kar le - jootha hi sahi !5 ) Pal Pal - Blackmail ( 1973 )Pal pal dil ke paas - tum rahti ho ( 2 ) jeevan meethi pyas ye hahti ho !6 ) Panchhi - Bhabhi ( 1957 )Chal udd jaa re panchhi - chal udd jaa re panchhi ke ab ye desh hua begana ( 2 ) !7 ) Pankhi - Chori Chori ) 1956 )Pankhi banun udti firun mast gagan mein aaj mai aazad hun duniya ke chaman mein , hilori - hilori - - ( 2 ) !8 ) Pani - Shor ( 1972 )Pani re pani - pani re pani tera rang kaisa jis mein mila do lage uss jaisa ( 2 ) pani re pani , o pani re pani !9 ) Pardeshi - Mr. Natwarlal ( 1979 )Ho pardeshiya ye sach hai piya sab kahete hai maine tujh ko dil de diya ( 2 ) mai kaheti hun tune mera dil le liya !10 ) Patang - Bhabhi ( 1957 )Chali chali re patang meri chali re ( 2 )chali badalo ke paar hoke dor pe sawaar, saari duniya ye dekh dekh jali re !11 ) Payal - Mujhe Jeene Do ( 1963 )Raat bhi hai kuchh bheegi bheegi ( 2 ) chand bhi hai kuchh madham madham ,tum aao to aankhe khole soi hui payal ki chham chham , chham chham chham chham , chham chham !12 ) Piya - Caravaan ( 1971 )Piya tu ab to aa jaa - shola sa man dahke aa ke buzaa jaa , tan ki jwala thandi ho jaaye aise gale laga jaa , Monika - o my darling !13 ) Prem - Sangam ( 1964 )Ye mera prem patra padh karke tum naaraaz naa hona ki tum meri zindagi ho ki tum meri bandagi ho !14 ) Preet - Aankhen ( 1950 )Preet laga ke maine ye phal paaya sudh-budh khoyi chein gavaaya ( 2 ) !15 ) Preetam - Mr. & Mrs. 55 ( 1955 )Preetam aan milo - preetam aan milo , dukhiya jiya bulaaye preetam aan milo !16 ) Pyaasa - Mehbooba ( 1976 )Mere naina sawan bhaadon - phir bhi mera man pyaasa ( 2 )17 ) Pyar - Prem Pujari ( 1970 )Shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabab , phir us mein milayi jaaye thodi si sharab , hoga yun nasha jo taiyyar - woh pyar hai ! 2ff7e9595c


0 views0 comments

Recent Posts

See All

Jogo de condução de carro

Jogos de direção de carro: um guia para iniciantes Se você gosta de carros e velocidade, pode gostar de jogar jogos de carros. São...

Comments


bottom of page